Na Baharein Na Hi Gulzaar Naat lyrics
Na baharein na hi gulzaar nazar aate hain
Jiss taraf dekh lo Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) nazar aate hain
Aaj bik jaun, ke yeh mauka na ayega kabhi
Aaj woh khud hi kharidaar nazar aate hain
Aise lagta hai mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) challe aate hain
Raqs karte dar-o-deewar nazar aate hain
Ankh se ansoo nahi, sajde gira karte hain
Jab tere Gumbad-o-Minaar nazar aate hain
Jis ki qismat mein ho Taiba ki galli ke phere
Woh na jannat ke tallabgaar nazar aate hain
Aise lagta hai mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) challe aate hain
Wajd karte dar-o-deewar nazar aate hain
Qadmon ka kaam hai yeh dagmaagate hain
Dil to gir jaayein jahaan wahin parre rehte hain
Unke aane ki gharri hai woh hain aane waale
Mere Sarkar ki mehfil ko hum saajaye hue hain
Maine meraj ki shab baat yeh jaani hai Sammi
Jo ho Dilbar unhein Dildaar nazar aate hain
Na baharein na hi gulzaar nazar aate hain
Jiss taraf dekh lo Sarkar nazar aate hain
IN HINDI
ना बहारें ना हाय गुलज़ार नज़र आते हैं
जिस तरफ़ देख लो सरकार (सल्ला लल्लाहु अलैहि वसल्लम) नज़र आते हैं
आज बिक जाऊं, के ये मौका ना आएगा कभी
आज वो खुद ही नज़र आते हैं
ऐसा लगता है मेरे आका (सल्ला लल्लाहु अलैहि वसल्लम) चलते आते हैं
रक्स करते दर-ओ-दीवार नज़र आते हैं
आंख से आंसू नहीं, सजदे गिराते हैं
जब तेरे गुंबद-ओ-मीनार नज़र आते हैं
जिस की किस्मत में हो तैयबा की गली के फेर
वो ना जन्नत के लम्बे-चौड़े नज़र आते हैं
ऐसा लगता है मेरे आका (सल्ला लल्लाहु अलैहि वसल्लम) चलते आते हैं
वज़द करते दर-ओ-दीवार नज़र आते हैं
क़दमों का काम है ये डगमगाते हैं
दिल तो गिर जाए जहां वहीं पर रहते हैं
उनके आने की घर्री है वो आने वाले
मेरे सरकार की महफ़िल को हम सजाये हुए हैं
मैंने मेराज की शब बात ये जानी है सम्मी
जो हो दिलबर उन्हें दिलदार नज़र आते हैं
ना बहारें ना हाय गुलज़ार नज़र आते हैं
जिसकी तरफ़ देख लो सरकार नज़र आती है