taron mein roshni mere Nabi se hai naat lyrics
taron mein roshni mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se hai
chanda mein chandi mere Nabi se hai
kaliyon mein tazgi mere Nabi se hai
phulon mein dilkashi mere Nabi se hai
roshan jahan tha kal bhi huzoor se
yeh noor aaj bhi mere Nabi se hai
rangeen yeh jahan tha kal bhi huzoor se
jannat ka husn bhi mere Nabi se hai
chumein na kyon qadam kaba bhi shauk se
nisbat Bilal ki mere Nabi se hai
woh jo na hon to kuch bhi na ho jahan mein
dunya mein zindagi mere Nabi se hai
farooq kyoun kahon main khud to kuch nahi
izzat hai jo meri mere Nabi se hai taron mein roshni mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se hai
chanda mein chandi mere Nabi se hai
kaliyon mein tazgi mere Nabi se hai
phulon mein dilkashi mere Nabi se hai
roshan jahan tha kal bhi huzoor se
yeh noor aaj bhi mere Nabi se hai
rangeen yeh jahan tha kal bhi huzoor se
jannat ka husn bhi mere Nabi se hai
chumein na kyon qadam kaba bhi shauk se
nisbat Bilal ki mere Nabi se hai
woh jo na hon to kuch bhi na ho jahan mein
dunya mein zindagi mere Nabi se hai
farooq kyoun kahon main khud to kuch nahi
izzat hai jo meri mere Nabi se hai
taron mein roshni mere Nabi se hai naat lyrics ( IN HINDI )
तारों में रोशनी मेरे नबी (सल्ला लल्लाहु अलैहि वसल्लम) से है
चंदा में चाँदी मेरे नबी से है
कलियों में तजगी मेरे नबी से है
फूलों में दिलकशी मेरे नबी से है
रोशन जहां था कल भी हुजूर से
ये नूर आज भी मेरे नबी से है
रंगीन ये जहां था कल भी हुजूर से
जन्नत का हुस्न भी मेरे नबी से है
चूमें न क्यों कदम काबा भी शौक से
निस्बत बिलाल की मेरे नबी से है
वो जो ना हो तो कुछ भी ना हो जहां में
दुनिया में जिंदगी मेरे नबी से है
फारूक क्यों कहूं मैं खुद तो कुछ नहीं
इज्जत है जो मेरी मेरे नबी से है तारों में रोशनी मेरे नबी (सल्ला लल्लाहु अलैहि वसल्लम) से है
चंदा में चाँदी मेरे नबी से है
कलियों में तजगी मेरे नबी से है
फूलों में दिलकशी मेरे नबी से है
रोशन जहां था कल भी हुजूर से
ये नूर आज भी मेरे नबी से है
रंगीन ये जहां था कल भी हुजूर से
जन्नत का हुस्न भी मेरे नबी से है
चूमें न क्यों कदम काबा भी शौक से
निस्बत बिलाल की मेरे नबी से है
वो जो ना हो तो कुछ भी ना हो जहां में
दुनिया में जिंदगी मेरे नबी से है
फारूक क्यों कहूं मैं खुद तो कुछ नहीं
इज्जत है जो मेरी मेरे नबी से है