Subho Meelade Nabi he kya suhana Noor he Agayaa wo noore waala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jiska saara Noor he Aankh waalo aawo dekho maahe Tayba ki ziyaa Aasmaan ke chand me to peeka peeka Noor he Tu na hota, to na hota do jahaan ka intizaam Tu zameen ka noor he, tu asmaan […]
Author: Aaftab Alam
Aye mere mola mola mola mola naat lyrics
Apna Haram dikha de Dono jahan ke Malik Kismat Meri Jaga De Dono Jahan Ke Malik Aye Mere Mola Mola Mola Mola Aey Mere Mola Mola Mola Mola Barson se Arzoo Hai -Taiba Ki Arzoo Hai Ek Baar hi Dikha DE Har Saal hi Dikha de Dono Jahan Ke Malim Aye Mere Mola Mola Mola […]
Aye qaza thehar ja unse karlo zara naat lyrics
Aey Qaza teher ja, unse karloun zara, ik haseen guftagoo akhari aakhri our koi tamanna nahi ba-khuda, hai yahi aarzoo, akhri akhri aansoon ki jo rut hai, badal jay gi, jaan aaraam se phir, nikal jay gi pooch le ghar zara, haal haazaq mera, bayth kar ruuh baruuh, aakhri aakhri mere ghar mein wo jis […]
Aey ishq-e-Nabi mere dil mein bhi sama jana naat lyrics
Aey ishq-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meray dil mein bhi sama jaana Aey ishq-e-Nabi meray dil mein bhi sama jaana Mujh ko bhi Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka deewanah bana jaana Jo rang keh Jaami par Rumi peh charhaya thaa Lag da ey huney eytay Sarkar ney awna ey Uss rang ki […]
Agar koi apna bhala chahta hai naat lyrics
Agar koi apna bahla bhahta hai Usey chahi jiskpo, KHuda chahta hai Durood un pe bejo salaam un pe bejo Yahi momino se, Khuda chahta hai Khuda ki raza, Mustafa chahtey hai Khuda Mustafa ki, raza chahta hai Faqiron ke malja, yeh mangta tumhara Madine mein thori, silja chahta hai Sana khwan banaya, sana go […]
Ae shahenshah e madina naat lyrics
Aye Shahenshahe Madina, assalat-o-wassalam ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam zeenat-e arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam Rabbi-habli-ummati kehte huway paida huay Rab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam, zeenat-e-arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam sar jhuka kar ba adab ishq-e Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) may, keh raha he har sitara assalat-o-wassalam ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam, zeenat-e-arshe-e mu’alla, assalat-o-wassalam mu’mino […]
Aye bayaban-e-arab teri baharon ko salam naat lyrics
Ae biyaban-e-‘arab teri baharon ko salaam tere phulon ko tere pakiza kharon ko salaam jabl-e-noor o jabl-e-saur aur unke gharon ko salaam noor barsaate paharon ki qitaaron ko salaam jhoomte hain muskuratein hain mughiran-e-arab khoobsoorat wadiyon ko reg-guzaron ko salaam raat din rahmat barasti hai jahan par jhoom kar un tawaf-e-kaaba ke rangeen nazaron ko […]
Ab meri nigaho me jachta nahi koi naat lyrics
Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi Jaisay Meray Sarkaar Hain Waisa Nahi Koi Tumsa Tou Haseen Aankh Ne Dekha Nahi Koi Ye Shaan-e-Latafat Hai Ke Saaya Nahi Koi Ye Toor Say Kehti Hai Abhi Tak Shab-e-Mairaj Sarkaar Ka Jalwa Hai Tamaasha Nahi Koi Hota Hai Jaha Zikr Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)) Kay Karam […]
Ab to bas aik hi dhun hai ke madina dekhu naat lyrics
Akhri waqt mein kya raunaq e dunya dekhoon Ab toh bas ek hi dhun hai ke Madina dekhoon Isne bhi Madina dekh liya usne bhi Madina dekh liya Sarkar kabhi toh mai bhi kahoon maine bhi Madina dekh liya Ab toh bas ek hi dhun hai ke Madina dekhoon Mainu majburiya te dooriya ne maareyaa […]
Aankhon ko woh pur kaif nazare nahin bhule naat lyrics
aankhon ko woh pur kaif nazare nahin bhule woh din jo madine mein guzare nahin bhule bechain hai ik baar uthe phir wohi ungli mohtaab ko aqa ke ishare nahin bhule ghir jaon main ji chahe mera phir se bhanwar mein aqa ne diye the jo sahare nahin bhule islam ke gulshan ko bachaya tha […]