Humne aankhon se dekha nahi hai magar naat lyrics
Islamic
Islam is a symbol of peace. Islam always inspires everyone to be a good person. And teaches how to tell the truth, no matter how you are. This category has been created for you to go about Islamic things.
10 common mistakes when raising children
Having children is a huge blessing, but taking responsibility of their upbringing is even greater! As muslim parents we are going to be held responsible for everything that we teach (and don’t teach) our children, be it good or bad. We have gathered some of the most common parenting mistakes: (10 common mistakes when raising children) […]
Baat kar madine ki lyrics
Baat kar Madine ki (Lyrics) Zikr kar Madine ka Ik yehi Sahara hai is jahan mein jiine ka Voh Tujhe bachaenge Paar bhi lagaenge Un pey chor dey kashti Ghum na kar safine ka Kiun bhatakta phirta hai Puch apne murshid se Voh bataen ge tujhko Raasta Madine ka Aap ke qadam jab se Aye […]
Apni rehmat ke samandar mein utar jaane de lyrics
Apni rehmat ke samander mein utar jaane de Apni rehmat ke samander mein utar jaane de Be thikana hoon azal se mujhe ghar jaane de Apni rehmat ke samander mein utar jaane de Su e Bat-ha liye jaati hai hawa e Bat-ha Boo e Dunya mujhe ghumraha na kar jaane de Maut par meri shaheedon […]
Apni nisbat se mein kuch nahi hoon naat lyrics
Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Iss Karam Ki Badolat Barha Hu Unkay Tukroon Say Ezaz Pa Kar Tajdaroon Ki Saf Mein Khara Hu Iss Karam Ko Magar Kiya Kaho Gay Meinay Mana Mein Saab Say Bura Hoon Jo Buroon Ko Samatay Huey Hain Unkay Qadmoon Mein Bhi Para Hoon Dekhnay Walo Mujhko Na […]
Aey ishq-e-Nabi mere dil mein bhi sama jana naat lyrics
Aey ishq-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meray dil mein bhi sama jaana Aey ishq-e-Nabi meray dil mein bhi sama jaana Mujh ko bhi Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka deewanah bana jaana Jo rang keh Jaami par Rumi peh charhaya thaa Lag da ey huney eytay Sarkar ney awna ey Uss rang ki […]
Aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se naat lyrics
Pegham saba laye hai gulzar-e-Nabi se (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aaya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se her aah gaye arsh pe ye aah ki kismat her ashk pe aik khuld hai her ashk ki qeemat tohfa ye mila hai sarkar-e-Nabi se ayaa hai bulawa mujhe darbare-Nabi se darbare-Nabi se bhaati nahi humdum mujhe jannat […]
Apne daman e shafat mein naat lyrics
Apnay daamane shifaat main chupaye rakhna Mere sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meri baat banaye rakhna Maine maana ke nikamma hoon magar aap ka hoon Is nikamme ko bi sarkar nibaye rakhna Mere sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meri baat banaye rakhna Jab sare hashre sawaaneze pai suuraj aaye Aapne kamli kai gunahgare pai […]
Aap ke darbar se naat lyrics
Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi Hain sakhi lakhon yahaan par Aap (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sa koi nahin Aap ke dohar mein dono jahaan ki nematein Aap ke lutf-o-karam ki intihaa koi nahin Jab liya Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mushkilein hall ho gayin Kaun kehta hai ke Tere Naam ka […]
Aankhon ka tara naam e muhammad naat lyrics
Aankhon ka taara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dilka ujaala naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Puche ga Mawla laya hein kya kya Mai ye kahunga naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Allahu akbar Rabb ul-‘ula Har sheh pe likka naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Daulat jo chaaho dona jahaan ki Karlo wazifa […]